Friday, 1 March 2013
Namaz Bane kaise hai
FARMAN-E-IMAM BAQIR ASWS:
NAMAZ BEGHAIR WILAYAT-E-ALI ASWS IBA'DAT NAHI ZINA HY
Namaz Bane kaise hai,
Hazrat Muhammad(P.B.U.H) jis waqat miraj par pochay
Khuda nai hukmay-e-Wilayat deya jaise hi hukum-e- Wilayat deya
to tab say yahan Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nai namaz ko
qayam kiya to pata chala namaz ke qilat hai wilayad
agar wilayad nahi hai to namaz nahi hai.
jis nai Wilayat ko kayam kara us nai namaz ko kayam kara
namaz arsh par nahi bane hai Namaz miraj par bane hai
is par b gor karna chaye hai namaz miraj par kyu bane hai
kyu ke Namaz k Nizbat Mola Ali say hai.
Seerat Mustafa hai namaz Iqra wilayat karna aur namaz padhna.
searched by websites.
Learning From Ayatollah Aqeel-ul-Gharavi
kya Imam ki taqleed ki ja sakti hay? Kya Taqleed Bayat hai?
* Mujtahid k Taqleed hote hai Bayat nahi hote.
* Imam ki Bayat hote hai taqleed nahi hote hai.
* Imam ki haato par nafs ko becha jata hai.
* Bayat matalab nafs ko bech dena.
* Mujtahid k taqleed hote hai bayat nahi hote. Isliye Mujtahid masoom nahi hota,
Mujtahid kay haato hum apna nafs nahi bech saktay hai.Mujtahid say pochte hain
aur ussay poch kar amal karte hai yani mujhtahik ki taqleed hamare nafs ki tarbiyat karte hai kay
hamara nafs is layak ho jai takay Imam kay haato becha ja sakay.
******************************************************************
Thursday, 28 February 2013
Hazrat Muhammad(P.B.U.H) said
Hazrat Muhammad(P.B.U.H) said,
Ali ka zikar mera zikar hai aur mera zikar Allah ka
Zikar hai aur Allah ka zikar Ibadat hai.
Al Ajal Ya Imam-e-Zamana (A.S)
Meray Imam Tera aitbaar karta hoon
Tere Zahoor par Main Inhesar karta hoon
Har ik say zikar tera bar bar karta hoon
Na Janay kab se Tera Intezaar karta hoon
*******************************************
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Subscribe to:
Posts (Atom)